پھر کہیں ذکر کیا ہے اس کا
پھر کہیں ذکر کیا ہے اس کا جانے کیا نام لیا ہے اس کا جانے والے کو پتہ تھا شاید بے وفائی میں بھلا ہے اس کا دیکھ یہ وقت نہیں چومنے کا دل عبادت میں پڑا ہے اس کا جتنی تاثیر بڑھی ہے اس کی ذائقہ تلخ ہوا ہے اس کا اب مرے دل میں نہیں رہتا وہ یہ تو پہلے کا پتہ ہے اس کا
English rendering
roz kā ik mashġhala kuchh der kā us galī kā rāsta kuchh der kā baat kyā baḌhtī ki jab mā'lūm thā saath hai kuchh duur kā kuchh der kā 'umr bhar ko ek kar jaatā hameñ hausla terā mirā kuchh der kā phir mujhe duniyā meñ shāmil kar gayā ḳhud se merā vāsta kuchh der kā ab nahīñ to kal ye rishta TūTtā farq kyā paḌtā bhalā kuchh der kā