اس دھوکے نے توڑ دیا ہے اتنا مجھ کو
اس دھوکے نے توڑ دیا ہے اتنا مجھ کو اب کچھ بھی سمجھا لیتی ہے دنیا مجھ کو یاروں نے کیا خوب جنوں کا توڑ نکالا سب نے مل کر چھوڑ دیا سمجھانا مجھ کو اس نے مجرم ٹھہرایا تو مان گیا میں ویسے کوئی یاد نہیں تھا وعدہ مجھ کو اوروں کی جاں میں خطرے میں ڈال نہ پایہ کشتی کشتی ڈھونڈ رہا تھا دریا مجھ کو اس صورت میں یار بھلا کیا کر سکتے تھے توڑ رہا تھا اندر کا سناٹا مجھ کو مجھ کو پڑھنا مجھے سمجھنا کیا لازم ہے جھوم جھوم کے بند کرو دہرانا مجھ کو
English rendering
us dhoke ne toḌ diyā hai itnā mujh ko ab kuchh bhī samjhā letī hai duniyā mujh ko yāroñ ne kyā ḳhuub junūñ kā toḌ nikālā sab ne mil kar chhoḌ diyā samjhānā mujh ko us ne mujrim Thahrāyā to maan gayā maiñ vaise koī yaad nahīñ thā vā'da mujh ko auroñ kī jaañ maiñ ḳhatre meñ Daal na paaya kashtī kashtī DhūñD rahā thā dariyā mujh ko is sūrat meñ yaar bhalā kyā kar sakte the toḌ rahā thā andar kā sannāTā mujh ko mujh ko paḌhnā mujhe samajhnā kyā lāzim hai jhuum jhuum ke band karo dohrānā mujh ko