اسے بھی کوئی مشغلہ چاہیے تھا
اسے بھی کوئی مشغلہ چاہیے تھا ہمیں بھی کوئی دوسرا چاہیے تھا ہمارے بدن میں تھی مٹی کی خوشبو اور اس کو کوئی دیوتا چاہیے تھا مصیبت تو یہ تھی کہ میرے علاوہ اسے اور سب کچھ نیا چاہیے تھا ہر آرام گھر میں میسر تھا لیکن بدن کو تھکن کا نشہ چاہیے تھا ذرا سی لگن اور خدا کا بھروسہ بس اس کے سوا ہم کو کیا چاہیے تھا
English rendering
use bhī koī mashġhala chāhiye thā hameñ bhī koī dūsrā chāhiye thā hamāre badan meñ thī miTTī kī ḳhushbū aur us ko koī devtā chāhiye thā musībat to ye thī ki mere 'alāva use aur sab kuchh nayā chāhiye thā har ārām ghar meñ mayassar thā lekin badan ko thakan kā nasha chāhiye thā zarā sī lagan aur ḳhudā kā bharosa bas is ke sivā ham ko kyā chāhiye thā