یوں بھی صحرا سے ہم کو رغبت ہے
یوں بھی صحرا سے ہم کو رغبت ہے بس یہی بے گھروں کی عزت ہے اب سنورنے کا وقت اس کو نہیں جب ہمیں دیکھنے کی فرصت ہے تجھ سے میری برابری ہی کیا تجھ کو انکار کی سہولت ہے قہقہہ ماریے میں کچھ بھی نہیں مسکرانے میں جتنی محنت ہے سیر دنیا کو آ تو جاؤ مگر واپسی میں بڑی مصیبت ہے یہ جو اک شکل مل گئی ہے مجھے یہ بھی آئینے کی بدولت ہے یہ ترے شہر میں کھلا مجھ پر مسکرانا بھی ایک عادت ہے
English rendering
yuuñ bhī sahrā se ham ko raġhbat hai bas yahī be-gharoñ kī izzat hai ab sañvarne kā vaqt us ko nahīñ jab hameñ dekhne kī fursat hai tujh se merī barābarī hī kyā tujh ko inkār kī suhūlat hai qahqaha māriye meñ kuchh bhī nahīñ muskurāne meñ jitnī mehnat hai sair-e-duniyā ko aa to jaao magar vāpsī meñ baḌī musībat hai ye jo ik shakl mil ga.ī hai mujhe ye bhī ā.īne kī badaulat hai ye tire shahr meñ khulā mujh par muskurānā bhī ek aadat hai