کر کے بیمار دی دوا تو نے
کر کے بیمار دی دوا تو نے جان سے پہلے دل لیا تو نے رہرو تشنہ لب نہ گھبرانا اب لیا چشمۂ بقا تو نے شیخ جب دل ہی دیر میں نہ لگا آ کے مسجد سے کیا لیا تو نے دور ہو اے دل مآل اندیش کھو دیا عمر کا مزا تو نے ایک بیگانہ وار کر کے نگاہ کیا کیا چشم آشنا تو نے دل و دیں کھو کے آئے تھے سوئے دیر یاں بھی سب کچھ دیا خدا تو نے خوش ہے امید خلد پر حالیؔ کوئی پوچھے کہ کیا کیا تو نے
English rendering
kar ke bīmār dī davā tū ne jān se pahle dil liyā tū ne rah-rav tishna-lab na ghabrānā ab liyā chashma-e-baqā tū ne shaiḳh jab dil hī dair meñ na lagā ā ke masjid se kyā liyā tū ne dūr ho ai dil-e-māl-andesh kho diyā umr kā mazā tū ne ek begāna-vār kar ke nigāh kyā kyā chashm-e-āshnā tū ne dil-o-dīñ kho ke ā'e the sū-e-dair yāñ bhī sab kuchh diyā ḳhudā tū ne ḳhush hai umīd-e-ḳhuld par Hālī ko'ī pūchhe ki kyā kyā tū ne