اے دوست مٹ گیا ہوں فنا ہو گیا ہوں میں
اے دوست مٹ گیا ہوں فنا ہو گیا ہوں میں اس دور دوستی کی دوا ہو گیا ہوں میں قائم کیا ہے میں نے عدم کے وجود کو دنیا سمجھ رہی ہے فنا ہو گیا ہوں میں ہمت بلند تھی مگر افتاد دیکھنا چپ چاپ آج محو دعا ہو گیا ہوں میں یہ زندگی فریب مسلسل نہ ہو کہیں شاید اسیر دام بلا ہو گیا ہوں میں ہاں کیف بے خودی کی وہ ساعت بھی یاد ہے محسوس کر رہا تھا خدا ہو گیا ہوں میں
English rendering
Ai dost miṭ gayā hūñ fanā ho gayā hūñ maiñ Is daur-e-dostī kī davā ho gayā hūñ maiñ Qaa.im kiyā hai maiñ ne adam ke vujūd ko Duniyā samajh rahī hai fanā ho gayā hūñ maiñ Himmat buland thī magar uftād dekhnā Chup-chāp āj mahv-e-du'ā ho gayā hūñ maiñ Yeh zindagī fareb-e-musalsal na ho kahīñ Shāyad asīr-e-dām-e-balā ho gayā hūñ maiñ Hāñ kaif-e-be-ḳhudī kī vo sā'at bhī yaad hai Mahsūs kar rahā thā ḳhudā ho gayā hūñ maiñ