مجھ کو تجھ سے جو کچھ محبت ہے
مجھ کو تجھ سے جو کچھ محبت ہے یہ محبت نہیں ہے آفت ہے لوگ کہتے ہیں عاشقی جس کو میں جو دیکھا بڑی مصیبت ہے بند احکام عقل میں رہنا یہ بھی اک نوع کی حماقت ہے ایک ایمان ہے بساط اپنی نہ عبادت نہ کچھ ریاضت ہے آ پھنسوں میں بتوں کے دام میں یوں دردؔ یہ بھی خدا کی قدرت ہے
English rendering
Mujh ko tujh se jo kuch mohabbat hai Yeh mohabbat nahin hai aafat hai Log kehte hain aashiqi jis ko MaiN jo dekha badi museebat hai Band ahkaam-e-aql meiN rehna Yeh bhi ek nau'a ki hamaaqat hai Ek imaan hai bisaat apni Na ibaadat na kuch riyaazat hai Aa phansooN maiN butoN ke daam meiN yooN Dard! yeh bhi Khuda ki qudrat hai