شاہین عباس

شاہین عباس

شاعر — Shaheen Abbas

تعارف شاعری

چلتے میں قیام چل رہا ہے

چلتے میں قیام چل رہا ہے سب دانہ و دام چل رہا ہے دروازے بڑھا دئے گئے ہیں دیوار سے کام چل رہا ہے اک عشق چلا رہا ہے دل کو اور دل کا نظام چل رہا ہے ہم تم ہیں جو چل رہے ہیں تہ میں دریا کا تو نام چل رہا ہے تنہائی ہے سربراہ ایسی ویرانہ تمام چل رہا ہے اس باغ میں خامشی بہت ہے پھولوں سے کلام چل رہا ہے

— شاہین عباس

English rendering

Chalte mein qayaam chal rahā hai Sab daana-o-daam chal rahā hai Darvāze baḌhā diye ga.e haiñ Dīvār se kaam chal rahā hai Ik ishq chalā rahā hai dil ko Aur dil kā nizām chal rahā hai Ham tum hī haiñ jo chal rahe haiñ teh mein Daryā kā to naam chal rahā hai Tanhā.ī hai sarbarāh aisī Vīrānā tamām chal rahā hai Is bāġh mein ḳhāmoshī bahut hai Phūloñ se kalām chal rahā hai

‹ کلام کی فہرست پر واپس