غلام ربانی تاباں

غلام ربانی تاباں

شاعر — Ghulam Rabbani Taban

تعارف شاعری

یہ ہجوم رسم و رہ دنیا کی پابندی بھی ہے

یہ ہجوم رسم و رہ دنیا کی پابندی بھی ہے غالباً کچھ شیخ کو زعم خرد مندی بھی ہے بجلیوں سے سازشیں بھی کر رہا ہے باغباں ہم چمن والوں کو حکم آشیاں بندی بھی ہے حضرت دل کو خدا رکھے وہی ہیں شورشیں درد محرومی بھی سوز آرزو مندی بھی ہے مے کدے کی اصطلاحوں میں بہت کچھ کہہ گئے ورنہ اس محفل میں دستور زباں بندی بھی ہے اس کے جلووں کی فسوں سازی مسلم ہے مگر کچھ نگاہ شوق کی اس میں ہنر مندی بھی ہے اس نے تاباںؔ کر دیا آزاد یہ کہہ کر کہ جا تیری آزادی میں اک شان نظر بندی بھی ہے

— غلام ربانی تاباں

English rendering

Yeh hujoom-e-rasm-o-rah-e-duniya ki pabandi bhi hai Ghaliban kuch shaikh ko za'am-e-khirdmandi bhi hai Bijliyon se saazishain bhi kar raha hai baghban Hum chaman walon ko hukm-e-aashiyan bandi bhi hai Hazrat-e-dil ko khuda rakhe wahi hain shorishain Dard-e-mehroomi bhi soz-e-arzoomandi bhi hai Maikade ki istilahaon mein bahut kuch keh gaye Warna is mehfil mein dastoor-e-zaban bandi bhi hai Us ke jalwon ki fasoon saazi musallam hai magar Kuch nigah-e-shauq ki us mein hunarmandi bhi hai Us ne Tabaan kar diya azaad yeh keh kar ke ja Teri azaadi mein ek shaan-e-nazarbandi bhi hai

‹ کلام کی فہرست پر واپس